Rutba - Satinder Sartaj (Word by word - Hindi) Kahi nahi tera rutba kamm hoga, agar hass ke bula le agar. Kahi nahi shaan-o-shaukatein jaati, mohobatt jata le agar. Samay guzarne ke baad jab ehsaas hoga, us samay dil-daar nahi pas hongay... Rangeeley jahan ki raunako mein bhi, dil kisi baat pe udaas hongay.... Abhi bhi kuch soch le meharbaan, agar mann ko samjha le agar.... Kahi nahi shaan-o-shaukatein jaati, mohobatt jata le agar. Kahi nahi tera rutba kamm hoga, agar hass ke bula le agar. Mujhko meri baat ka jawab de jaana, mehgay ehsaaso ka hisaab de jaana... Jiski patti-patti kurbaan ho gayi, mujhko woh he sisakta gulab de jaana... khusbooyein laut aayeigi o-maali, jaddon (root) mein paani daal lena agar... Kahi nahi shaan-o-shaukatein jaati, mohobatt jata le agar. Kahi nahi tera rutba kamm hoga, agar hass ke bula le agar. Zindagi ke maiena sakaar ho jayega, jab dil kisi par nisaar hoga... Abhi toh kahaniyo ki tarha lagta hai, sach lagne lageyga jab yeh piyar hoga... Kare agar mehar...
Comments
Post a Comment
Please maintain decency of the internet, do not spam.